Tuesday, April 10, 2007

Dark(Sad)ness is my friend !!


Raat humari to
Chand ki saheli hai
Kitne dino ke baad
Aayi woh akeli hai !!
Sonjha ki baati bhi koi bujha de aaj
Andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj !!

Andhera Pagal hai
Kitna ghanera hai
Chubhta hai, dasta hai
Phir bhi woh mera hai !!
Uski hi godi main, sir rakhke sona hai
Uski hi baahon main, chupke se rona hai
Ankhon se kajal ban, behta andhera aaj
!!

No comments: